Pjain - Negative

Seedha UP-12 se

Kitne saal hue likhte
Mashoor abhi hua nahi
Bhale ki baat sab karte par
Mangte kabhi dua nahi
Khete sare bhai hum
Sath khade tere jab
Haar main gaya tha tab
Sath koi dikha nahi
Inke liye main pura galat
Aur main sahi nahi
Khete ghamand muzhe paiso ka
Muzhe dikhta kahin nahi
Aajkal inke liye main
Pura hi barabaad aur
Bandar si shakal ka
Bada chutiya muzhsa koi nahi
Tha pehla likha maine
Shabdon ka game
Ek ek vachan mera satya
Bhale hi ganda ho name
Main kar ra hun kaam
Karna chahta nahi claim
Andar se hun negative
Tane lagte sare lame yeh
Khuli ankhein neend nahi
Har raat murad jaisi
Mic aur kalam sath
Kardun sabki esi taisi
Par sochta hun kahin
Kami muzhmein hai shayad
Studio band kamra aur
Takat negative jaisi

Tha negative main
Main negative sahi
Tha negative main
Main negative sahi
Tha negative main
Main negative sahi
Tha negative main
Main negative sahi

Sunne wale bhaut hain
Samzhne wala koi nahi
Samzhne wale jo hain
Unmein se koi fake nahi
Baat karte rehte ye
Salahein dete rehte par
Thoda sath manglun fir
Muzhe dikhta koi nahi
Inki baat chodo apne
Hath ko bhaut rokta main
Kabhi kabhi baith baith
Khudko bhi kosta main
Kabhi bhar deta hun
Panna gunahao se
Gum baitha sum sa
Khud ko bhi nochta main
Jalne wale bhut
Salle unse bhut door main
Main andar se hun sada
Par super cool main
Sangat ek dam sahi
Sath gine chune char
Kaam karne main asur
Gunegaar Bekasur main
Mic pakad ke main
Stage par jab aya
Kuch log muzhse sadne lage
kiya muzhe diss
Na team ki jarurat
Pura gana akela karun
Muzhe muh par akar khete
Salle rest in your piss

Tha negative main
Main negative sahi
Tha negative main
Main negative sahi
Tha negative main
Main negative sahi
Tha negative main
Main negative sahi
Tha negative main
Main negative sahi
Tha negative main
Main negative sahi
Tha negative main
Main negative sahi
Tha negative main
Main negative sahi

Peach Out

Written by:
P Jain

Publisher:
Lyrics © O/B/O DistroKid

Lyrics powered by Lyric Find

Pjain

View Profile