Akshat Kumar, Gaurav Gupta and Shalini Bansal - Radha Rani Ke Shree Charan

Raadha raadha kaanha kaanha
O Raadh raadha kaanha kaanha
Pukaru mai galiyon mein
Din raat hai

Is Duniya se kya mai Maangu
Dene wala toh khud hi mere saath hai
Aapke hain shree charan
Shreee charano mein baithe hum

Naye naate hain is jag se
Tera naata purana hai
Ye duniya chor kar mujhko
Tere charno mein aana hai

Naye naate hain is jag se
Tera naata purana hai
Ye duniya chor kar mujhko
Tere charno mein aana hai

Ke mann mein chub rahe kaante
Zamaane bhar ke taano ke
Rulate hain mujhe wo sab
Jo saathi the zamano ke
Jo saathi the zamaano ke

Ye aansu ponchne raadhe
Ye aansu ponchne raadhe
Tumhe ab khud hi aana hai

Naye naate hain is jag se
Tera naata purana hai
Ye duniya chor kar mujhko
Tere charno mein aana hai

Mehal ho jaayenge khandar
Ye tan ho jaayenge jarjar
Jalayenge wahi ek din
Ke tujhko naaz tha jin par
Ke tujhko naaz tha jin par

Ki raadha naam dhan lekar
Ki raadha naam dhan lekar
Bhanwar se paar jaana hai

Naye naate hain is jag se
Tera naata purana hai
Ye duniya chor kar mujhko
Tere charno mein aana hai

Written by:
Shalini Bansal, Gaurav Gupta

Publisher:
Lyrics © O/B/O DistroKid

Lyrics powered by Lyric Find

Akshat Kumar, Gaurav Gupta and Shalini Bansal

View Profile