P U S H P - Kitabon mein

Tujhko main dhundhu
Apni palko mein
Kaise batau main tujhe
Kehta main rehta
Har pal haan khudse
Kaise jatau main tujhe
Mera din bhi tu
Meri sham tu
Meri raat tu
In kitabon mein
Likhu khwab main
Tere sath mein
Jo chahu main
In kitabon
Armaan tu
Main jab likhu
Pehla naam tu
In kitabon mein
Tu tham le
Mere hath ko
Main hu tera
Tere pas mein
Kaisi hain ye meri majboori
Kaisi hain ye meri majboori
Teri adaon mein main kho gaya
Dekhe hazaro par tujhsa na
Teri rahon mein main to chal diya
Pana hain tujhko taye kar liya
Main kaise batau tujhe
Mera din bhi tu
Meri sham tu
Meri raat tu
In kitabon mein
Likhu khwab main
Tere sath mein
Jo chahu main
In kitabon
Armaan tu
Main jab likhu
Pehla naam tu
In kitabon mein
Tu tham le
Mere hath ko
Main hu tera
Tere pas mein
In kitabon mein (kitabon mein)
In kitabon mein (kitabon mein)
In kitabon mein (kitabon mein)
In kitabon mein (kitabon mein)
In kitabon mein (kitabon mein)
In kitabon mein (kitabon mein)
In kitabon mein (kitabon mein)
In kitabon mein (kitabon mein)
In kitabon mein (kitabon mein)

Written by:
Pushpraj Vishwakarma

Publisher:
Lyrics © O/B/O DistroKid

Lyrics powered by Lyric Find

P U S H P

View Profile