Alpha V - Wrong Timing

Wo time ni tha ghar pe aane ka wo time ni tha ghar se jaane ka
Dikha rasta tha jese usse paane ka bana rasta wo damdi kamane ka
Mujhe pata sach kya tujhe malum hain toote dilo ne pasand kiya galib hain
Kuch ant ni sahi the kahani mein mujhe pasand ni baengan thali ke

Karun rap chade rush mere tere mun mein ek alag sa pyar mujhe jan-gan se
Ab aata nahi hai maza jaani fun karke kese kush rahun duniya mein gum barse
Kal club se mein aaya ghar hud karke mujhe yaad hain koi bolra tha mat kar ye
Suna show pe jo mare pade bhag dhad se tu chal mein bhi aaya sab band karke

Ye luck ni huq ki mehnat roz mein milun tujhe kahin mujhe ram-ram
Bol bas khud ko dein dokha ye imaandar log tune haar ni hain maani
Tu hain shandaar bro kyun tu aaya yahan soch kyun tu fooke jaani roz
Yaadein deti hain sahara aage jaane wale ko jeet milegi ni kabhi bhi bahane walon ko

Har koi dera dokha tum to bhole bhale ho tujhe sach ka ni pata tujhe crutch ka ni pata
Subha 4 baje chali uss bus ka ni pata jo tu bhidega to fir tere dhad ka ni pata jk02
Yaani mujhe darr ka ni pata tujhe asli aur nakli mein farak ni pata yani abhi tujhe

Mere tractor ka ni pata mere dil ne jo saha uss dard ka ni pata
Sab asli mein paana metaverse ka ni pata maze mein hun zada thoda
Aaj mein milunga mein tujhe par baad mein jabhi dikhe dooba
Mujhe koi yaad mein lage farak ni usmein aur laash mein

Gaadi 2 seat ho koi 4 seat nahi bas rukna ni hoti rehti haar jeet bhai
Londe hore barbaad teri yaad mein kuch cheezein nahi hain insaani hath mein
Ab khudgarzi ki bhi sarhad ni goli chalegi jo thodi si bhi harkat ki
Beta jeeyo meri tarah jeeyo darr kar ni ye wo jang hain jo khatam hogi ladkar he

Marna asaan mujhe jee ke dikha beete kal wala wish mujhe peeke dikha
Katte pankho ko apne tu see ke dikha beta aur bhi hain bada kuch stree ke siva
Ek hath freeze dooja hath kare blow teri faad ke de denge mere sath khade jo
Jo bhi rukna ni chahta mere sath chale woh mjjhe bol mat guru mujhe sensei bol

Mere kal ko ni jaane meri aaj ki diwaani jese slumdog se parizaad ki kahani
Kabhi rukti ni kisi ke bhi paas mein jawani wo thi royi mujhe laga
Bas aankh mein paani woohhh tode meine bandan khatam kari anban
Mujhe laga sai ni to mene kiya khandan tesla galileo ke beech mein

Newton hardy ni hota to kya hota ramanujan! kholi se kamra se flat
Ab lunga mein bangla aur wo bhi in cash na bnta jo nasha kyun
Bante rehab ye gaana hai unka jo hote ni kaed aur soche

Wo time ni tha ghar pe aane ka wo time ni tha ghar se jaane ka
Dikha rasta tha jese usse paane ka bana rasta wo damdi kamane ka
Mujhe pata sach kya tujhe malum hain toote dilo ne pasand kiya galib hain
Kuch ant ni sahi the kahani mein mujhe pasand ni baengan thali ke

Written by:
Alpha V

Publisher:
Lyrics © Ambala Productions

Lyrics powered by Lyric Find

Alpha V

View Profile