Amaal Mallik and Amole Gupte - Suroor

Ek taraf hai seher ek taraf hai sapna is seher mein na hai koi apna
Maa baap bhi koso door khud ka hi rhna padta khyal apna
Bhen bhai ghume hai apna raaz raat ke andhere mein chote nawab
Permission kb tk kholega lekin tu nikal tu nikal kandhvari boreville
Andar mera role nhi filhaal mere dost rhne ki jgh bharpoor hai
Shooting location se na door hai pr karna shuru hai tu majboor hai
Par tujhmein suroor hai
Suroor-2 hai

Tere dware-4 dim di tanana-3
Lag gya jackpot fir tere sapno ka milega tujhe jo bhi tu chahega
Dil tera jo chahta hai dil tera bhul ke bhi vhi gayega tu abhi jo hussle hai puzzle hai
Asal mein bnege double to tu lga rh bina ruke bina ruke manzil ab door nhi hai jeb
Se abhi mazbur hai par tujhmein suroor hai han tujhmein suroor hai

Yh maya ki nagri pare hai smj se andhere se tu door ja
Jyada garjane ka barasne ka tere raste bhul ja
Kodi kodi ko sb taras rhe hai tu hi khud mein ghul ja
Tu dur ja-2 or sb bhul ja-2

Written by:
Amole Gupte, Parry G

Publisher:
Lyrics © DroomMusic Pvt. Ltd

Lyrics powered by Lyric Find

Amaal Mallik and Amole Gupte

View Profile