Sikandar Ka Mandar - Baaghi (feat. Natasha Humera Ejaz)
Meray khwabon main bhoot hai bhoot hai
Banu Adam ko dhoond rahay ho kya
Kin haiwanon main ghoom rahay ho tum
Ke shayad kal samajh main ayega
Ke baaghi hoon main
Baaghi ban gaya
Ke bhooton ke peechay main tum phass gaye ho
Haan main haan
Milanay walay milenge tum ko yahan
Par ek din tumko asliyat nazar ayegi
Ke kaun ho tum aur kaun hain teray dost
Inn logon ki baton main na ana
Inn ko kya hai pata
Jo bhi hai log kehtay hain
Inki tum na sunna
Ke Baaghi hoon main
Baaghi ban gaya
Ke bhooton ke peechay main tum phass gaye ho
Haan main haan
Milanay walay milenge tum ko yahan
Par ek din tumko asliyat nazar ayegi
Ke kaun ho tum aur kaun hain teray dost
Written by:
Sikandar Ka Mandar
Publisher:
Lyrics © O/B/O DistroKid
Lyrics powered by Lyric Find