Shahe - Saavan

Ye Saavan bhi ab beeta
Aansoo kab honge kam
Teri aahat ko main jeeta
Ek khoyi si ho dhun
Hai jaise Ulfat jaan ka rishta
Badhte mere hain gum
Mann jaise Paawan hai, ek Daaman me, kisi Saavan k ye Boond
Ye Boond, Junoon, Jalta nahi hai bus khoon
Keh doon Sun loon
Saye me dikhe hai bus tu
Life pe hun high mai to rehta mashgool
Tanhai khaye mujhe yahi dastoor
Mere sare khwab unse bunte the
Ab sailaab me wo jalte hain
Jalte the wo to nikale Parwane
Mare ya jiye tu mujhe parwah nahi
Boond, Junoon, Jalta nahi hai bas Khoon
Phir Kyun in kash me tu
Kyun mai wash me hun
Loon in kasmo
Yoon
Ye Saavan bhi ab beeta
Aansoo kab honge kam
Teri aahat ko main jeeta
Ek khoyi si ho dhun
Hai jaise Ulfat jaan ka rishta
Badhte mere hain gum
Mann jaise Paawan hai, ek Daaman me, kisi Saavan k ye Boond
Mann jaise Paawan hai, ek Daaman me, kisi Saavan k ye Boond
Mann jaise Paawan hai, ek Daaman me, kisi Saavan k ye Boond

Written by:
Hemant Singh

Publisher:
Lyrics © O/B/O DistroKid

Lyrics powered by Lyric Find

Shahe

View Profile