YA - Shukriya

Hey mere man
Na bhul na pram prabhu
Ke upkaar ko
Jisne diya jeewan
Aur kiya anant pyaar ho
Satya jeewan marg
Hi toh uski waani hai
Jo pilay ek bar ussay
Na lage pyash dubara
Aisa anant jeewan
Ka wo pani hai
Vachan uska
Deh dhari hai
Sarv shaktimaan
Parmeshwar
Par dariya dil
Wo prani hai
Mujhe toh garv hai
Uske Pavitra naam pe
Lunga main shaan se
Maan se aur dilo-jaan se
Haa lunga main
Dilo-jaan se
Main toh andhkaar main
Duba tha ujaale main
Lane wala wo tha
Kamjor pada tha main
Himmat Dene wala wo tha
Besahara tha main
Sahara Dene wala wo tha
Jeewan mere Uske jese
Unginat ehshan hai
Badal diya jeewan mera
Jisne yeshu masiha
Uska naam hai
Haa yeshu masiha
Uska naam hai
Shukriya tera shukriya
Karta rahoon mere khuda
Shukriya tera shukriya
Karta rahoon mere khuda
Shukriya tera shukriya
Karta rahoon mere khuda
Tera shukriya
Karta rahoon mere khuda.
Haa paap main janma
Aur paap main pala bada
Paapi sansar main aakay
Paapi pet palneko
Kitna paap main Kara
Mujh jese paapi karte
Aaj ye paap kitna bada
Par shukriya prabhu tera
Jo tunay diya Saath mera
Ish corona jese
Mahamari main bacheke rakha
Aur shuraksha diya
Tunay tera
Haa shuraksha diya
Tunay tera
Tere aatma ko pakay
Abhi bhi kar raha
prabhu main paap hoon
Pata hai nayaye ke din
Karega mera bhi
Insaaf tu
Kyuki mere paap
Ke liye mara tu
Mere shraap ke gada tu
Mere bojh se lada tu
Phir mere liye
Jee utha tu
Isliye main toh
Karunga tera shukriya
Jab tak rahega ye jaha
Hoti rahegi mahima teri
Sada ye jeewan se meri
Haa sada ye jeewan se meri
Shukriya tera shukriya
Karta rahoon mere khuda
Shukriya tera shukriya
Karta rahoon mere khuda
Shukriya tera shukriya
Karta rahoon mere khuda
Tera shukriya
Karta rahoon mere khuda

Written by:
Y A

Publisher:
Lyrics © O/B/O DistroKid

Lyrics powered by Lyric Find