Zain Aslam & Zon-e - Jhol

Band Kamare Mein
Bethha kisi jhol mein
Aankhein bandh krun
Karun paper roll main
Karu kush phir karun
Tujhay dowsh main
Tu hai bari khud khara
Hun main court main
Aansoo yeh gawahi dein
Saari raat unhein apni safai dein
Tu na aayi meri apni sunwayi pe
Doshi ho raha hun
Tu bhi to Judai de
Mainay tujhay dill diya
Or tunay kiya mujhay ruswaa
Isi ka to dukht tha
Kab se main chup tha
Band Kamare Mein
Bethha kisi jhol mein
Aankhein bandh krun
Karun paper roll main
Karu kush phir karun
Tujhay dowsh main
Tu hai bari khud khara
Hun main court main
Meri jana tunay jab mujhe chor diya
Tanhayion main tha akela mujhe rol dia
Teri he wajah se to tha pehlay many roll kiya
Jis din se tha tunay mujhe chor dia
Dhuwein main Urao main
Teri yadein
Teri baton ko mitaon main
Mazi apnay ko ghamon se jalau ma
Tu na sunay tujhay phr bhi sunao main
Meny tujhe dil diya or tunay diya mujhe
Dukh tha phir jeenay ka kya tuk tha
Ab Peeta na ma rukta
Band Kamare Mein
Bethha kisi jhol mein
Aankhein bandh krun
Karun paper roll main
Karu kush phir karun
Tujhay dowsh main
Tu hai bari khud khara
Hun main court main
Aansoo yeh gawahi dein
Saari raat unhein apni safai dein
Tu na aayi meri apni sunwayi pe
Doshi ho raha hun
Tu bhi to Judai de

Written by:
Zain Aslam, Zon -e

Publisher:
Lyrics © O/B/O DistroKid

Lyrics powered by Lyric Find

Zain Aslam & Zon-e

View Profile