S.H.HAIDERI - MERA SHEHR MULTAN

City of Saints hai Junoob ki Pehchan
Mulk se bhi ye qadeem mera Shehr hai Multan
Standout krta City ka culture in Pakistan
Saaf dil Idhr Log, Lab-e-Shreerin, Zubaan
Yahan ki mitti ki demand jese sona
Ye sufiyon ka shehr iski qadar kese ho na
Multan Shehr ki misaal kese mily
Jiska halky se halka Aam bhi Aam nahi hona
Sohan Halwa ho ya chaye bali ki jo sbhi chahen
Isky jorr ka mayar dhundo mulk m ye kahan hai
Yahan k khanay jo bhi khaye, daal ho ya siri paye
Hai gawah wo, ho musafir ya maqami jo bhi khaye
Jo bhi aye pehli bar kbhi bhi Multan kher se
Jana Androon, Bohr, Hram, Pak ya Delhi gate se
Jana Darbar, Ghanta Ghar ho k Androon Shehr se
Milni nahi kahin se bhi misaal mere shehr se
O
Six
One
S.H.HAIDERI
FQ
Representing Multan

Written by:
S Haideri

Publisher:
Lyrics © O/B/O DistroKid

Lyrics powered by Lyric Find

S.H.HAIDERI

View Profile