Ashwani Vats - Tu Hai Kahan
Ha teri Yadon me
Khoya rehta hoon
Milte the har pal jahan
Yadon ke nishan
Ab bhi hai zinda
Ab marna jeena hai yahan
Kyun kaat ti mjhe
Ye parchaiyaan
Kyun dikhti hai tu har jagah
Tu hai kahan
Main hoon yahan
Tu hai kahan
Main hoon yahan
Na teri yaadein hai
Na pehle si baatein hai
Din na din jaise
Ye kaali kaali ratein hain
Dekhun main ab tujhe
Band apni aankhon se
Sapna hai ye
Par sach kyun nahi
Ab meri zindgi
Adhoori hai yahan
Kyun jee raha hoon main
Is tarah
Tu hai kahan
Main hoon yahan
Tu hai kahan
Main hoon yahan
Di thi tujhe teri har khushi
Sari kami poori kari
Shayad kahi ha kuch kami
Baki yahan ab reh gayi
Meri zindgi tere bina
Pyasi koi ek hai nadi
Sagar hai tu sahil hoon main
Teri har kami
Jab se tu gayi
Teri kami
Mujh ko khali
Main hoon yahan
Tu hai kahan
Main hoon yahan
Tu hai kahan
Main hoon yahan
Written by:
ashwani vats
Publisher:
Lyrics © O/B/O DistroKid
Lyrics powered by Lyric Find